जब अपना बेगाना हो जाये टूट दिल जाये
जब अपना बेगाना हो जाये
टूट दिल जाये
फिर निकले हाय-हाय
अँखियाँ नीर बहायें
जब अपना बेगाना हो जाये
टूट दिल जाये
हर रोज़ मुसीबत आती है -2
इक नई ही आफ़त लाती है -2
ग़म खायें तो आख़िर कब तक
कब तक ठोकर खायें
अँखियाँ नीर बहायें
जब अपना बेगाना हो जाये
टूट दिल जाये
हम जिनके थे जो हमारे हैं -2
दुख-दर्द के वो भी मारे हैं -2
कोई ऐसी सूरत बन जाये
हम दोनों ही मिल जायें
अँखियाँ नीर बहायें
जब अपना बेगाना हो जाये
टूट दिल जाये
jab apnā begānā ho jāye
ṭūṭ dil jāye
phir nikle hāy-hāy
aṇkhiyāṇ nīr bahāyeṅ
jab apnā begānā ho jāye
ṭūṭ dil jāye
har roz musībat ātī hai -2
ik naī hī āfat lātī hai -2
ġham khāyeṅ to ākhir kab tak
kab tak ṭhokar khāyeṅ
aṇkhiyāṇ nīr bahāyeṅ
jab apnā begānā ho jāye
ṭūṭ dil jāye
ham jinke the jo hamāre haiṅ -2
dukh-dard ke vo bhī māre haiṅ -2
koī aisī sūrat ban jāye
ham donoṅ hī mil jāyeṅ
aṇkhiyāṇ nīr bahāyeṅ
jab apnā begānā ho jāye
ṭūṭ dil jāye