Jaaye to jaaye kahaan, samjhegaa kaun yahaan

जाये तो जाये कहाँ, समझेगा कौन यहाँ
Year
Language

जाये तो जाये कहाँ, समझेगा कौन यहाँ
दर्द भरे दिल की जुबाँ

ओ जानेवाले दामन छुड़ाके
मुश्किल है जीना तुझ को भुलाके
इस से तो है, मौत आसान

सीनें में शोले, साँसों में आहें
इस जिंदगी से कैसे निबाहे
हर जज़बां है वीरान

jāye to jāye kahāṇ, samjhegā kaun yahāṇ
dard bhare dil kī jubāṇ

o jānevāle dāman chhuṛāke
muśhkil hai jīnā tujh ko bhulāke
is se to hai, maut āsān

sīneṅ meṅ śhole, sāṇsoṅ meṅ āheṅ
is jiṅdgī se kaise nibāhe
har jazbāṅ hai vīrān