जाओगे ठेस लगा के बहुत पछताओगे
जाओगे ठेस लगा के बहुत पछतावोगे बालमा -2
जाओगे ठेस लगा के
कोई कमी तो होगी न मुझ बिन
याद मेरी पर आयेगी जिस दिन -2
( पहरों उदास फिरोगे
मुझे जो नहीं पाओगे बालमा ) -2
जाओगे ठेस लगा के बहुत पछतावोगे बालमा
जाओगे ठेस लगा के
काली घटा जब रोयेगी आ के
रुक जाओगे तुम कुछ गाते-गाते -2
( पूछेगा कोई जो तुमसे
तो कुछ ना बताओगे बालमा ) -2
जाओगे ठेस लगा के बहुत पछतावोगे बालमा
जाओगे ठेस लगा के
jāoge ṭhes lagā ke bahut pachhtāvoge bālmā -2
jāoge ṭhes lagā ke
koī kamī to hogī na mujh bin
yād merī par āyegī jis din -2
( pahroṅ udās phiroge
mujhe jo nahīṅ pāoge bālmā ) -2
jāoge ṭhes lagā ke bahut pachhtāvoge bālmā
jāoge ṭhes lagā ke
kālī ghaṭā jab royegī ā ke
ruk jāoge tum kuchh gāte-gāte -2
( pūchhegā koī jo tumse
to kuchh nā batāoge bālmā ) -2
jāoge ṭhes lagā ke bahut pachhtāvoge bālmā
jāoge ṭhes lagā ke