जाने न नज़र, पहचाने जिगर्
जाने न नज़र पहचाने जिगर
ये कौन जो दिल पर छाया
मेरा अंग अंग मुस्काया - 2
(आवाज़ ये किसकी आती है
जो छेड़ के दिल को जाती है ) - 2
मैं सुन के जिसे शर्मा जाऊँ
है कौन जो दिल में समाया
मेरा अंग अंग मुस्काया - 2
जाने न नज़र पहचाने जिगर
ये कौन जो दिल पर छाया
मुझे रोज़ रोज़ तड़पाया - 2
(ढूँढेंगे उसे हम तारों में
सावन की ठण्डी बहारों में) - 2
पर हम भी किसी से कम तो नहीं
क्यों रूप को अपने छुपाया
मुझे रोज़ रोज़ तड़पाया - 2
(बिन देखे जिसको प्यार करूँ
गर देखूँ उस को जान भी दूँ) - 2
एक बार कहो ओ जादुगर
ये कौन सा खेल रचाया
मेरा अंग अंग मुस्काया - 2
jāne na nazar pahchāne jigar
ye kaun jo dil par chhāyā
merā aṅg aṅg muskāyā - 2
(āvāz ye kiskī ātī hai
jo chheṛ ke dil ko jātī hai ) - 2
maiṅ sun ke jise śharmā jāūṇ
hai kaun jo dil meṅ samāyā
merā aṅg aṅg muskāyā - 2
jāne na nazar pahchāne jigar
ye kaun jo dil par chhāyā
mujhe roz roz taṛpāyā - 2
(ḍhūṇḍheṅge use ham tāroṅ meṅ
sāvan kī ṭhaṇḍī bahāroṅ meṅ) - 2
par ham bhī kisī se kam to nahīṅ
kyoṅ rūp ko apne chhupāyā
mujhe roz roz taṛpāyā - 2
(bin dekhe jisko pyār karūṇ
gar dekhūṇ us ko jān bhī dūṇ) - 2
ek bār kaho o jādugar
ye kaun sā khel rachāyā
merā aṅg aṅg muskāyā - 2