Jaane na jaane na haay ye duniyaa jaane na dil kee lagee

जाने न जाने न हाय ये दुनिया जाने न दिल की लगी
Work
Year
Language

जाने न, जाने न हाय
ये दुनिया जाने न दिल की लगी
बिगड़ी बनाऊँ, कैसे उनको मनाऊँ रे
ये दुनिया जाने न दिल की लगी
हाय राम, जाने न दिल की लगी

दिल में रहे वो मेरे
दिल की न जानी हाय दिल की न जानी
काँटों में उलझी रोये
मेरी ज़िंदगानी रोये मेरी जवानी
कैसे इसे सुलझाऊँ,
मैं कैसे कैसे इसे सुलझाऊँ रे
ये दुनिया जाने न दिल की लगी
हाय राम, जाने न दिल की लगी

साथ-सहारे छूटे
आस के तारे टूटे आस के तारे
कलियाँ तो खिल न सकीं
दिल से अंगारे फूटे दिल से अंगारे
आग से आग बुझाऊँ
बुझाऊँ कैसे आग से आग बुझाऊँ रे
ये दुनिया जाने न दिल की लगी
हाय राम, जाने न दिल की लगी
जाने न, जाने न हाय
ये दुनिया जाने न दिल की लगी

jāne na, jāne na hāy
ye duniyā jāne na dil kī lagī
bigaṛī banāūṇ, kaise unko manāūṇ re
ye duniyā jāne na dil kī lagī
hāy rām, jāne na dil kī lagī

dil meṅ rahe vo mere
dil kī na jānī hāy dil kī na jānī
kāṇṭoṅ meṅ uljhī roye
merī ziṅdgānī roye merī javānī
kaise ise suljhāūṇ,
maiṅ kaise kaise ise suljhāūṇ re
ye duniyā jāne na dil kī lagī
hāy rām, jāne na dil kī lagī

sāth-sahāre chhūṭe
ās ke tāre ṭūṭe ās ke tāre
kaliyāṇ to khil na sakīṅ
dil se aṅgāre phūṭe dil se aṅgāre
āg se āg bujhāūṇ
bujhāūṇ kaise āg se āg bujhāūṇ re
ye duniyā jāne na dil kī lagī
hāy rām, jāne na dil kī lagī
jāne na, jāne na hāy
ye duniyā jāne na dil kī lagī