जाने मेरी अंखियों ने देखा है क्या
र: जाने मेरी अंखियों ने देखा है क्या
देखा है क्या
पानी से निकला है चाँद नया -2
मुखड़े पे नन्ही-नन्ही बूँदों के धारे
चन्दा के साथ जैसे छोटे-छोटे तारे
दिन में हैं तारे ये जादू है क्या
पानी से निकला है चाँद नया -2
आ: जाने तेरी अंखियों ने देखा है क्या
देखा है क्या
र: पानी से निकला है चाँद नया -2
आ: नैन किसी के रोते हैं अपना ??
दिन की लाली में देख आई सपना
अंग-अंग किसने रंग भरा
पानी से निकला है चाँद नया -2
र: मैं हूँ पुजारी तू मेरी कला है
जहाँ तेरे पग वहाँ मन भी चला है
क्या है ये नाता ज़रा तू ही बता
पानी से निकला है चाँद नया -2
आ: जाने तेरी अंखियों ने देखा है क्या
देखा है क्या
र: पानी से निकला है चाँद नया -2
ra: jāne merī aṅkhiyoṅ ne dekhā hai kyā
dekhā hai kyā
pānī se niklā hai chāṇd nayā -2
mukhaṛe pe nanhī-nanhī būṇdoṅ ke dhāre
chandā ke sāth jaise chhoṭe-chhoṭe tāre
din meṅ haiṅ tāre ye jādū hai kyā
pānī se niklā hai chāṇd nayā -2
ā: jāne terī aṅkhiyoṅ ne dekhā hai kyā
dekhā hai kyā
ra: pānī se niklā hai chāṇd nayā -2
ā: nain kisī ke rote haiṅ apnā ??
din kī lālī meṅ dekh āī sapnā
aṅg-aṅg kisne raṅg bharā
pānī se niklā hai chāṇd nayā -2
ra: maiṅ hūṇ pujārī tū merī kalā hai
jahāṇ tere pag vahāṇ man bhī chalā hai
kyā hai ye nātā zarā tū hī batā
pānī se niklā hai chāṇd nayā -2
ā: jāne terī aṅkhiyoṅ ne dekhā hai kyā
dekhā hai kyā
ra: pānī se niklā hai chāṇd nayā -2