जाने क्यूँ लोग प्यार करते हैं
जाने क्यूँ लोग प्यार करते हैं
जाने क्यूँ वो किसी पे मरते हैं
जाने क्यूँ
प्यार में सोचिए तो बस गम है
प्यार में जो सितम भी हो कम है
प्यार में सर झुकाना पड़ता है
दर्द में मुस्कुराना पड़ता है
ज़हर क्यूँ ज़िंदगी में भरते हैं
जाने क्यूँ वो किसी पे मरते हैं
जाने क्यूँ
प्यार बिन जीनें में रखा क्या है
प्यार जिस को नहीं वो तन्हा है
प्यार सौ रंग ले के आता है
प्यार ही ज़िंदगी सजाता है
लोग छुप छुप के प्यार करते हैं
जानें क्यूँ साफ़ कहते डरते हैं
जाने क्यूँ
प्यार बेकार की मुसीबत है
प्यार हर तरह खूबसूरत है
हो प्यार से हम दूर ही अच्छे
अरे प्यार के सब रूप हैं सच्चे
हो प्यार के घाट जो उतरते हैं
डूबते हैं न वो उभरते हैं
जाने क्यूँ
प्यार तो खैर सभी करते हैं
जाने क्यूँ आप ही मुकरते हैं
जाने क्यूँ
jāne kyūṇ log pyār karte haiṅ
jāne kyūṇ vo kisī pe marte haiṅ
jāne kyūṇ
pyār meṅ sochie to bas gam hai
pyār meṅ jo sitam bhī ho kam hai
pyār meṅ sar jhukānā paṛtā hai
dard meṅ muskurānā paṛtā hai
zahar kyūṇ ziṅdgī meṅ bharte haiṅ
jāne kyūṇ vo kisī pe marte haiṅ
jāne kyūṇ
pyār bin jīneṅ meṅ rakhā kyā hai
pyār jis ko nahīṅ vo tanhā hai
pyār sau raṅg le ke ātā hai
pyār hī ziṅdgī sajātā hai
log chhup chhup ke pyār karte haiṅ
jāneṅ kyūṇ sāf kahte ḍarte haiṅ
jāne kyūṇ
pyār bekār kī musībat hai
pyār har tarah khūbsūrat hai
ho pyār se ham dūr hī achchhe
are pyār ke sab rūp haiṅ sachche
ho pyār ke ghāṭ jo utarte haiṅ
ḍūbte haiṅ na vo ubharte haiṅ
jāne kyūṇ
pyār to khair sabhī karte haiṅ
jāne kyūṇ āp hī mukarte haiṅ
jāne kyūṇ