जाने क्या तूने कही जाने क्या मैने सुनी
जाने क्या तूने कही
जाने क्या मैने सुनी
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
सनसनाहट सी हुई
थरथराहट सी हुई
जाग उठे ख्वाब कई
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
नैन झुक झुक के उठे
पाँव रुक रुक के उठे
आ गयी जान नई
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
ज़ुल्फ़ शाने पे मुड़े
एक खुशबू सी उड़े
खुल गये राज़ कई
बात कुछ बन ही गयी
जाने क्या तूने कही …
jāne kyā tūne kahī
jāne kyā maine sunī
bāt kuchh ban hī gayī
jāne kyā tūne kahī …
sanasnāhaṭ sī huī
tharathrāhaṭ sī huī
jāg uṭhe khvāb kaī
bāt kuchh ban hī gayī
jāne kyā tūne kahī …
nain jhuk jhuk ke uṭhe
pāṇv ruk ruk ke uṭhe
ā gayī jān naī
bāt kuchh ban hī gayī
jāne kyā tūne kahī …
zulf śhāne pe muṛe
ek khuśhbū sī uṛe
khul gaye rāz kaī
bāt kuchh ban hī gayī
jāne kyā tūne kahī …