Jaane kaise beetengee ye barsaaten

जाने कैसे बीतेंगी ये बरसातें
Work
Year
Language

जाने कैसे बीतेगी ये बरसातें
माँगे हुए दिन हैं, माँगी हुई रातें

धुआँ धुआँ सा रहता है, बुझी बुझी सी आँखों में
सुलग रहे हैं गीले आँसू, आग लगाती है बरसातें

भरा हुआ था दिल शायद छलक गया है सीनें में
बहने लगे हैं, सारे शिकवे, बड़ी ग़मगीन हैं दिल की बातें

jāne kaise bītegī ye barsāteṅ
māṇge hue din haiṅ, māṇgī huī rāteṅ

dhuāṇ dhuāṇ sā rahtā hai, bujhī bujhī sī āṇkhoṅ meṅ
sulag rahe haiṅ gīle āṇsū, āg lagātī hai barsāteṅ

bharā huā thā dil śhāyad chhalak gayā hai sīneṅ meṅ
bahne lage haiṅ, sāre śhikve, baṛī ġhamgīn haiṅ dil kī bāteṅ