जाने कहाँ मेरा जिगर गया जी
जाने कहाँ मेरा जिगर गया जी
अभी अभी यहीं था किधर गया जी
किसी की अदाओं पर मर गया जी
बड़ी बड़ी अँखियों से डर गया जी
कहीं मारे डर के चूहा तो नहीं हो गया
कोने कोने देखा न जाने कहाँ खो गया
यहाँ उसे लाए काहे को बिना काम रे
जल्दी जल्दी ढूँढो के होने लगी शाम रे
कोई उल्फत की नज़र ज़रा फेर दे
ले ले दो चार आने जिगर मेरा फेर दे
ऐसे नहीं चोरी खुलेगी तकरार से
चलो चलो थाने बताए जमादार से
सच्ची सच्ची कह दो दिखाओ नहीं चाल रे
तूने तो नहीं है चुराया मेरा माल रे
बातें हैं नज़र की नज़र से समझाऊँगी
पहले पड़ो पैय्या, तो फिर बतलाऊँगी
jāne kahāṇ merā jigar gayā jī
abhī abhī yahīṅ thā kidhar gayā jī
kisī kī adāoṅ par mar gayā jī
baṛī baṛī aṇkhiyoṅ se ḍar gayā jī
kahīṅ māre ḍar ke chūhā to nahīṅ ho gayā
kone kone dekhā na jāne kahāṇ kho gayā
yahāṇ use lāe kāhe ko binā kām re
jaldī jaldī ḍhūṇḍho ke hone lagī śhām re
koī ulphat kī nazar zarā pher de
le le do chār āne jigar merā pher de
aise nahīṅ chorī khulegī takrār se
chalo chalo thāne batāe jamādār se
sachchī sachchī kah do dikhāo nahīṅ chāl re
tūne to nahīṅ hai churāyā merā māl re
bāteṅ haiṅ nazar kī nazar se samjhāūṇgī
pahle paṛo paiyyā, to phir batlāūṇgī