Jaanaa thaa hamse door, bahaane banaa liye

जाना था हमसे दूर, बहाने बना लिये
Work
Year
Language

जाना था हमसे दूर, बहाने बना लिये
अब तुमने कितनी दूर, ठिकाने बना लिये
जाना था …

रुख़सत के वक़्त तुमने जो आँसू हमें दिये
उन आँसुओं से हमने, फ़साने बना लिये
अब तुमने कितनी दूर, ठिकाने बना लिये
जाना था …

दिल को मिले जो दाग़ जिगर को मिले जो दर्द
उन दौलतों से हमने खज़ाने बना लिये
अब तुमने कितनी दूर, ठिकाने बना लिये
जाना था …

jānā thā hamse dūr, bahāne banā liye
ab tumne kitnī dūr, ṭhikāne banā liye
jānā thā …

rukhsat ke vaqt tumne jo āṇsū hameṅ diye
un āṇsuoṅ se hamne, fasāne banā liye
ab tumne kitnī dūr, ṭhikāne banā liye
jānā thā …

dil ko mile jo dāġh jigar ko mile jo dard
un daultoṅ se hamne khazāne banā liye
ab tumne kitnī dūr, ṭhikāne banā liye
jānā thā …