जाना ना दिल से दूर आँखों से दूर जाके -2
नाज़ूक बहुत है देखो, नाज़ूक बहुत है देखो
दिल हो न ग़म से चूर
आँखों से दूर जाके …
फ़ुर्क़त के रंज सहना और मुँह से कुछ न कहना -2
बिछड़े हैं आज हम तुम, बिछड़े हैं आज हम तुम
मिलना है फिर ज़रूर
आँखों से दूर जाके …
(उल्फ़त को तुम निभाना मुझसे न रूठ जाना
मुझसे न रूठ जाना ) -2
ज़ालिम है यह ज़माना, ज़ालिम है यह ज़माना
दिल तो है बेक़सूर
आँखों से दूर जाके …
jānā nā dil se dūr āṇkhoṅ se dūr jāke -2
nāzūk bahut hai dekho, nāzūk bahut hai dekho
dil ho na ġham se chūr
āṇkhoṅ se dūr jāke …
furqat ke raṅj sahnā aur muṇh se kuchh na kahnā -2
bichhaṛe haiṅ āj ham tum, bichhaṛe haiṅ āj ham tum
milnā hai phir zarūr
āṇkhoṅ se dūr jāke …
(ulfat ko tum nibhānā mujhse na rūṭh jānā
mujhse na rūṭh jānā ) -2
zālim hai yah zamānā, zālim hai yah zamānā
dil to hai beqsūr
āṇkhoṅ se dūr jāke …