जाना तो जानां बस ये जाना प्यार दीवाना होता है
जाना तो जानां बस ये जाना प्यार दीवाना होता है
कर देता है दिल को दीवाना प्यार दीवाना होता है
जाना तो जानां बस ये …
( मेरे दिल में तेरी धड़कन प्यार तेरा नस नस में
तुझ बिन ज़िन्दा रहना जानम अब तो नहीं है बस में ) -2
ऐ दुनिया कुछ ना समझाना प्यार दीवाना होता है
कर देता है दिल को …
( यूँ तो जलती हर इक शै से दूर ही रहना अच्छा
लेकिन शमा के जलने में जाने असर है कैसा ) -2
हँस कर जल जाए परवाना प्यार दीवाना होता है
कर देता है दिल को …
jānā to jānāṅ bas ye jānā pyār dīvānā hotā hai
kar detā hai dil ko dīvānā pyār dīvānā hotā hai
jānā to jānāṅ bas ye …
( mere dil meṅ terī dhaṛkan pyār terā nas nas meṅ
tujh bin zindā rahnā jānam ab to nahīṅ hai bas meṅ ) -2
ai duniyā kuchh nā samjhānā pyār dīvānā hotā hai
kar detā hai dil ko …
( yūṇ to jaltī har ik śhai se dūr hī rahnā achchhā
lekin śhamā ke jalne meṅ jāne asar hai kaisā ) -2
hṇs kar jal jāe parvānā pyār dīvānā hotā hai
kar detā hai dil ko …