जान-ए-तमन्ना क्या कर डाला
म: ( जान-ए-तमन्ना क्या कर डाला
आँचल में मुस्का के ) -2
दिल की धड़कन और बढ़ा दी
यूँ देखा शर्मा के
जान-ए-तमन्ना क्या कर डाला
आ: आ आ
अहा आ हा
म: कितना हसीं है तेरी आँखों का जादू
आ: हाय ओय होय होय होय
म: कितना हसीं है तेरी आँखों का जादू
ख़ुशबू में डूबी हुई साँसों का जदू
दिल को लुभाने वाली बातों का जादू
बातों का जादू
आ: हार गई मैं सब कुछ अपना इन क़दमों में आ के -2
म: दिल की धड़कन और बढ़ा दी
यूँ देखा शर्मा के
जान-ए-तमन्ना क्या कर डाला
आ: ओ हो
म: ओ हो
आ: आ हा
म: बेताब दिल है मेरा मदहोश आँखें
आ: हाय ओय होय होय होय
म: बेताब दिल है मेरा मदहोश आँखें
करता हूँ दिल से अपने तेरी ही बातें
कैसे ग़ुज़ारूँ अपनी बेचैन रातें
बेचैन रातें
आ: मेरे दिल में आ जाओ तुम दुनिया को ठुकरा के -2
म: जान-ए-तमन्ना क्या कर डाला
आँचल में मुस्का के
दिल की धड़कन और बढ़ा दी
यूँ देखा शर्मा के
जान-ए-तमन्ना क्या कर डाला
ma: ( jān-e-tamannā kyā kar ḍālā
āṇchal meṅ muskā ke ) -2
dil kī dhaṛkan aur baṛhā dī
yūṇ dekhā śharmā ke
jān-e-tamannā kyā kar ḍālā
ā: ā ā
ahā ā hā
ma: kitnā hasīṅ hai terī āṇkhoṅ kā jādū
ā: hāy oy hoy hoy hoy
ma: kitnā hasīṅ hai terī āṇkhoṅ kā jādū
khuśhbū meṅ ḍūbī huī sāṇsoṅ kā jadū
dil ko lubhāne vālī bātoṅ kā jādū
bātoṅ kā jādū
ā: hār gaī maiṅ sab kuchh apnā in qadmoṅ meṅ ā ke -2
ma: dil kī dhaṛkan aur baṛhā dī
yūṇ dekhā śharmā ke
jān-e-tamannā kyā kar ḍālā
ā: o ho
ma: o ho
ā: ā hā
ma: betāb dil hai merā madhośh āṇkheṅ
ā: hāy oy hoy hoy hoy
ma: betāb dil hai merā madhośh āṇkheṅ
kartā hūṇ dil se apne terī hī bāteṅ
kaise ġhuzārūṇ apnī bechain rāteṅ
bechain rāteṅ
ā: mere dil meṅ ā jāo tum duniyā ko ṭhukrā ke -2
ma: jān-e-tamannā kyā kar ḍālā
āṇchal meṅ muskā ke
dil kī dhaṛkan aur baṛhā dī
yūṇ dekhā śharmā ke
jān-e-tamannā kyā kar ḍālā