जान-ए-मन जान-ए-जां तुमसा कोई कहां
get on. get on the dance floor. get up.
जान-ए-मन जान-ए-जां तुमसा कोई कहां
तुमसे मिलके मैं और हो गई जवां
और हो गई जवां तुमसा कोई कहां
मर गई मैं तो यारा सुन
के तेरे नाल प्यार हो गया
प्यार हो गया
के तेरे नाल प्यार …
काफ़िर अदाओं ने क्या रंग बांधा है
कुछ तो बताती जा कहां का इरादा है
कहां का इरादा है क्या रंग बांधा है
हाय दिलबर यारा सुन
के तेरे नाल प्यार …
जो रूप लगे था आधा अब मिलके खुला कुछ ज़्यादा
रेशम सी इन ज़ुल्फ़ों को रूमाल से तेरे बांधा
पायल नहीं तेरे पैरों में पर दिल में अजब झनकार हुई
तीर नहीं तेरी आँख मगर मेरे तो जिगर के पार हुई
सुना नहीं होगा ठीक से पहले फिर से दुबारा सुन
के तेरे नाल प्यार …
चाहूंगा तुझे मैं इतना तेरा दिल चाहेगा जितना
पर ये सब कुछ करने को बतला दे लगेगा दिन कितना
आएगा मज़ा जब जीने में मेरा दिल धड़के तेरे सीने में
फिर बात बने जब हम भीगें ओय दिन बरखा के महीने में
सुना नहीं होगा ठीक से पहले फिर से दुबारा सुन
के तेरे नाल प्यार …
get on. get on the dance floor. get up.
jān-e-man jān-e-jāṅ tumsā koī kahāṅ
tumse milke maiṅ aur ho gaī javāṅ
aur ho gaī javāṅ tumsā koī kahāṅ
mar gaī maiṅ to yārā sun
ke tere nāl pyār ho gayā
pyār ho gayā
ke tere nāl pyār …
kāfir adāoṅ ne kyā raṅg bāṅdhā hai
kuchh to batātī jā kahāṅ kā irādā hai
kahāṅ kā irādā hai kyā raṅg bāṅdhā hai
hāy dilbar yārā sun
ke tere nāl pyār …
jo rūp lage thā ādhā ab milke khulā kuchh zyādā
reśham sī in zulfoṅ ko rūmāl se tere bāṅdhā
pāyal nahīṅ tere pairoṅ meṅ par dil meṅ ajab jhankār huī
tīr nahīṅ terī āṇkh magar mere to jigar ke pār huī
sunā nahīṅ hogā ṭhīk se pahle phir se dubārā sun
ke tere nāl pyār …
chāhūṅgā tujhe maiṅ itnā terā dil chāhegā jitnā
par ye sab kuchh karne ko batlā de lagegā din kitnā
āegā mazā jab jīne meṅ merā dil dhaṛke tere sīne meṅ
phir bāt bane jab ham bhīgeṅ oy din barkhā ke mahīne meṅ
sunā nahīṅ hogā ṭhīk se pahle phir se dubārā sun
ke tere nāl pyār …