जान-ए-जानां ओ जान-ए-जानां ... जब जब तेरी सूरत देखूं
जान-ए-जानां ओ जान-ए-जानां -2
जब जब तेरी सूरत देखूं -2
प्यार सा दिल में जागे
तेरी तरफ़ ही दिल मुझे खींचे
क्या तू मेरा लागे -2
कौन सा ये बन्धन है
ये कैसा अपनापन है
किसी का ज़ोर चले न
ये कैसी दिल की अगन है
जान-ए-जानां ओ जान-ए-जानां
जब जब तेरी सूरत देखूं -2
प्यार सा दिल में जागे
तेरी तरफ़ ही दिल मुझे खींचे
क्या तू मेरी लागे -2
कौन सा ये बन्धन है …
दिलबर तुझसे मिलते मिलते -2
मैं भी औरत बन गई
तूने मुझे अनमोल बनाया
मैं तो मोहब्बत बन गई -2
दीवानों का मौसम है
कि शोलों में शबनम है
मेरा दिल टूट न जाए
तुझे यह दिल की क़सम है
जान-ए-जानां ओ जान-ए-जानां
फूल बनकर तेरा चेहरा
मेरे हाथों में खिला है
मिलन है दिल से दिल का
बदन से बदन मिला है
तेरी चाहत की गर्मी
नरम साँसों का तूफ़ां
मोम हो गया मेरा दिल
पिघलने लगा है ईमां
जान-ए-जानां ओ जान-ए-जानां
जब जब तेरी सूरत देखूं …
jān-e-jānāṅ o jān-e-jānāṅ -2
jab jab terī sūrat dekhūṅ -2
pyār sā dil meṅ jāge
terī taraf hī dil mujhe khīṅche
kyā tū merā lāge -2
kaun sā ye bandhan hai
ye kaisā apnāpan hai
kisī kā zor chale na
ye kaisī dil kī agan hai
jān-e-jānāṅ o jān-e-jānāṅ
jab jab terī sūrat dekhūṅ -2
pyār sā dil meṅ jāge
terī taraf hī dil mujhe khīṅche
kyā tū merī lāge -2
kaun sā ye bandhan hai …
dilbar tujhse milte milte -2
maiṅ bhī aurat ban gaī
tūne mujhe anmol banāyā
maiṅ to mohabbat ban gaī -2
dīvānoṅ kā mausam hai
ki śholoṅ meṅ śhabnam hai
merā dil ṭūṭ na jāe
tujhe yah dil kī qasam hai
jān-e-jānāṅ o jān-e-jānāṅ
phūl bankar terā chehrā
mere hāthoṅ meṅ khilā hai
milan hai dil se dil kā
badan se badan milā hai
terī chāhat kī garmī
naram sāṇsoṅ kā tūfāṅ
mom ho gayā merā dil
pighalne lagā hai īmāṅ
jān-e-jānāṅ o jān-e-jānāṅ
jab jab terī sūrat dekhūṅ …