जादु भरे नैनों में डोले जिया, तेरी क़सम्
जादु भरे नैनों में
जादु भरे
जादु भरे नैनों में डोले जिया, तेरी क़सम
दिल है तेरा दीवाना
दिल है तेरा
दिल है तेरा दीवाना बोले पिया, तेरी क़सम
मैं सावन
मैं सावन और तू घटा
तेरी-मेरी प्रीत है -2
जो धुन पपीहा गाये -2
वो ही मेरा गीत है -2
मैंने तुझे दिल दे के
मैंने तुझे
मैंने तुझे दिल दे के जीत लिया, तेरी क़सम
हाथों में हाथ रहे
हाथों में हाथ
हाथों में हाथ रहे -2
हो
हाथ नहीं छोड़ना
साथ नहीं छोड़ना
ओ
देखो जी याद रहे -3
ओ
वादा नहीं तोड़ना -2
कोई नहीं इस दिल में
कोई नहीं
कोई नहीं इस दिल में तेरे सिवा, तेरी क़सम्
jādu bhare nainoṅ meṅ
jādu bhare
jādu bhare nainoṅ meṅ ḍole jiyā, terī qasam
dil hai terā dīvānā
dil hai terā
dil hai terā dīvānā bole piyā, terī qasam
maiṅ sāvan
maiṅ sāvan aur tū ghaṭā
terī-merī prīt hai -2
jo dhun papīhā gāye -2
vo hī merā gīt hai -2
maiṅne tujhe dil de ke
maiṅne tujhe
maiṅne tujhe dil de ke jīt liyā, terī qasam
hāthoṅ meṅ hāth rahe
hāthoṅ meṅ hāth
hāthoṅ meṅ hāth rahe -2
ho
hāth nahīṅ chhoṛnā
sāth nahīṅ chhoṛnā
o
dekho jī yād rahe -3
o
vādā nahīṅ toṛnā -2
koī nahīṅ is dil meṅ
koī nahīṅ
koī nahīṅ is dil meṅ tere sivā, terī qasam