Jaadoogar tere nainaa, dil jaayegaa bach ke kahaan

जादूगर तेरे नैना, दिल जायेगा बच के कहाँ
Work
Year
Language

जादूगर तेरे नैना, दिल जायेगा बच के कहाँ
रुक जाऊँ, झुक जाऊँ, तेरा मुखड़ा मैं देखूं जहाँ
जादूगर मेरे सैयाँ, तेरे जैसा कोई होगा कहाँ
रुक जाऊँ, झुक जाऊँ, तेरा साया भी देखूं जहाँ

तेरे रूप का दीवाना मेरा दिल है
अब दुनिया से बेगाना मेरा दिल है
तू ही तू है देखूं जिधर, यहाँ वहाँ, इधर उधर

मैं तो हो गयी बावरिया तेरे नाम की
धुन लागी रे सावरिया तेरे नाम की
ले के गयी मुझे तेरी लगन कहाँ कहाँ, किधर किधर

तेरे प्यार का सहारा मेरी जिंदगी
तेरी आँख का इशारा मेरी जिंदगी
वहाँ वहाँ मेरे प्यार का घर, जहाँ जहाँ तेरी नज़र

jādūgar tere nainā, dil jāyegā bach ke kahāṇ
ruk jāūṇ, jhuk jāūṇ, terā mukhaṛā maiṅ dekhūṅ jahāṇ
jādūgar mere saiyāṇ, tere jaisā koī hogā kahāṇ
ruk jāūṇ, jhuk jāūṇ, terā sāyā bhī dekhūṅ jahāṇ

tere rūp kā dīvānā merā dil hai
ab duniyā se begānā merā dil hai
tū hī tū hai dekhūṅ jidhar, yahāṇ vahāṇ, idhar udhar

maiṅ to ho gayī bāvriyā tere nām kī
dhun lāgī re sāvriyā tere nām kī
le ke gayī mujhe terī lagan kahāṇ kahāṇ, kidhar kidhar

tere pyār kā sahārā merī jiṅdgī
terī āṇkh kā iśhārā merī jiṅdgī
vahāṇ vahāṇ mere pyār kā ghar, jahāṇ jahāṇ terī nazr