Jaa re jaa re o maakhan chor

जा रे जा रे ओ माखन चोर्
Work
Year
Language

ल: जा रे जा रे ओ माखन चोर -2
चलेगी ना ये चोरी तेरी जोरा-जोरी
ओ छलिया जा जा काहे मचावत शोर -2
र: कभी ना छोड़ूँ तोरी ये बहियाँ गोरी-गोरी
सजनिया काहे मचावत शोर

ल: ऐसी ठिठोली करो हमसे ना रसिया कौन हो तुम हमारे जी
देखो जी देखो मेरा भोला सा मनवा
समझे नहीं इशारे ओ छलिया
जा रे जा रे ओ माखन चोर …

र: ओ मैं बन्सी तू तान मेरा तेरा साथ पुराना
ओ रहने दो ये बात चले ना कोई बहाना
मानो ना मानो तुम्हें दिल की क़सम है अपना हमें बनाना
सजनिया काहे मचावत शोर …

ल: हटो जी हटो मेरी दिल की डगरिया यूँ हमें ना सताओ
र: जाने से पहले मेरे दिल की नगरिया मुस्करा के बसाओ
ल: जानूँ ना जानूँ कैसा दिल है तुम्हारा
पहले दिल तो दिखाओ रे छलिया
जा रे जा रे ओ माखन चोर …

la: jā re jā re o mākhan chor -2
chalegī nā ye chorī terī jorā-jorī
o chhaliyā jā jā kāhe machāvat śhor -2
ra: kabhī nā chhoṛūṇ torī ye bahiyāṇ gorī-gorī
sajniyā kāhe machāvat śhor

la: aisī ṭhiṭholī karo hamse nā rasiyā kaun ho tum hamāre jī
dekho jī dekho merā bholā sā manvā
samjhe nahīṅ iśhāre o chhaliyā
jā re jā re o mākhan chor …

ra: o maiṅ bansī tū tān merā terā sāth purānā
o rahne do ye bāt chale nā koī bahānā
māno nā māno tumheṅ dil kī qasam hai apnā hameṅ banānā
sajniyā kāhe machāvat śhor …

la: haṭo jī haṭo merī dil kī ḍagriyā yūṇ hameṅ nā satāo
ra: jāne se pahle mere dil kī nagriyā muskrā ke basāo
la: jānūṇ nā jānūṇ kaisā dil hai tumhārā
pahle dil to dikhāo re chhaliyā
jā re jā re o mākhan chor …