Jaa jaa jaa jaa bevafaa

जा जा जा जा बेवफ़ा
Work
Year
Language

जा जा जा जा बेवफ़ा
कैसा प्यार कैसी प्रीत रे
तू न किसी का मीत रे
झूठी तेरी प्यार की कसम

दिल पे हर जफ़ा देख ली
बेअसर दुआँ देख ली
कुछ किया न दिल का ख़याल
जा तेरी वफ़ा देख ली

क्यों ना ग़म से आहें भरूँ
याद आ गई क्या करूँ
बेखबर बस इतना बता
प्यार में जिऊँ या मरूँ

jā jā jā jā bevafā
kaisā pyār kaisī prīt re
tū na kisī kā mīt re
jhūṭhī terī pyār kī kasam

dil pe har jafā dekh lī
beasar duāṇ dekh lī
kuchh kiyā na dil kā khayāl
jā terī vafā dekh lī

kyoṅ nā ġham se āheṅ bharūṇ
yād ā gaī kyā karūṇ
bekhabar bas itnā batā
pyār meṅ jiūṇ yā marūṇ