Itnee shakti hame denaa daataa man kaa vishvaas kamjor ho naa

इतनी शक्ति हमे देना दाता मन का विश्वास कमजोर हो ना
Work
Year
Language

इतनी शक्ति हमें देना दाता
मन का विश्वास कमजोर हो ना
हम चले नेक रस्ते पे हमसे
भूलकर भी कोई भूल हो ना

दूर अज्ञान के हो अंधेरे
तू हमें ज्ञान की रोशनी दे
हर बुराई से बचते रहें हम
जितनी भी दे भली ज़िन्दगी दे
बैर हो ना किसी का किसी से
भावना मन में बदले की हो ना

हम ना सोचें हमें क्या मिला है
हम ये सोचे किया क्या है अर्पण
फूल खुशियों के बाँटे सभी को
सब का जीवन ही बन जाए मधुबन
अपनी करुणा का जल तू बहा के
कर दे पावन हर एक मन का कोना

itnī śhakti hameṅ denā dātā
man kā viśhvās kamjor ho nā
ham chale nek raste pe hamse
bhūlkar bhī koī bhūl ho nā

dūr ajñān ke ho aṅdhere
tū hameṅ jñān kī rośhnī de
har burāī se bachte raheṅ ham
jitnī bhī de bhalī zindgī de
bair ho nā kisī kā kisī se
bhāvnā man meṅ badle kī ho nā

ham nā socheṅ hameṅ kyā milā hai
ham ye soche kiyā kyā hai arpaṇ
phūl khuśhiyoṅ ke bāṇṭe sabhī ko
sab kā jīvan hī ban jāe madhuban
apnī karuṇā kā jal tū bahā ke
kar de pāvan har ek man kā konā