Itne bare jahaan men ai dil tujhko akelaa

इतने बड़े जहां में ऐ दिल तुझको अकेला
Work
Year
Language

इतने बड़े जहां में ऐ दिल तुझको अकेला छोड़ूँ कैसे
तू नादान लोग बेगाने इन संग नाता जोड़ूँ कैसे

मत जा रे मत जा इन अनजानी गलियों में
बचियो रे दुनिया वाले छलियों से
तू एक जान शिकारी लाखों इनका निशाना तोड़ूँ कैसे
इतने बड़े जहां में …

मत ललचा गर काँटों में फूल भी है
पूछ किसी से दिल का लगाना भूल भी है
ढल जाए रात बिखर जाएँ सपने फिर से इन्हें मैं जोड़ूँ कैसे
इतने बड़े जहां में …

हाय न माना ग़ैर का ज़ालिम हो ही गया
जाता है तो जा दीवाने अब मैं तेरा जी जोड़ूँ कैसे
इतने बड़े जहां में …

itne baṛe jahāṅ meṅ ai dil tujhko akelā chhoṛūṇ kaise
tū nādān log begāne in saṅg nātā joṛūṇ kaise

mat jā re mat jā in anjānī galiyoṅ meṅ
bachiyo re duniyā vāle chhaliyoṅ se
tū ek jān śhikārī lākhoṅ inkā niśhānā toṛūṇ kaise
itne baṛe jahāṅ meṅ …

mat lalchā gar kāṇṭoṅ meṅ phūl bhī hai
pūchh kisī se dil kā lagānā bhūl bhī hai
ḍhal jāe rāt bikhar jāeṇ sapne phir se inheṅ maiṅ joṛūṇ kaise
itne baṛe jahāṅ meṅ …

hāy na mānā ġhair kā zālim ho hī gayā
jātā hai to jā dīvāne ab maiṅ terā jī joṛūṇ kaise
itne baṛe jahāṅ meṅ …