Ishq letaa hai aashiqon ke imtihaan aur deevaane hns ke de dete hain jaan

इश्क़ लेता है आशिक़ों के इम्तिहान और दीवाने हँस के दे देते हैं जान्
Year
Language

इश्क़ लेता है आशिक़ों के इम्तिहान
और दीवाने हँस के दे देते हैं जान

इस दुनिया ने दीवाने का दर्द न जाना
दिल का दुश्मन सदियों से बेदर्द ज़माना
सब कुछ बदला पर ना बदला ज़ुल्म का वह अफ़साना
ग़म की वही दास्तां
इश्क़ लेता है …

दिल पर ग़म के ज़ख्म बड़े गहरे होते हैं
कैसे हो शिकवा होंठों पे पहरे होते हैं
मन्दिर जैसे दिल टूटे हैं धरती ने देखा
है देखा किया आस्मां
इश्क़ लेता है …

iśhq letā hai āśhiqoṅ ke imtihān
aur dīvāne hṇs ke de dete haiṅ jān

is duniyā ne dīvāne kā dard na jānā
dil kā duśhman sadiyoṅ se bedard zamānā
sab kuchh badlā par nā badlā zulm kā vah afsānā
ġham kī vahī dāstāṅ
iśhq letā hai …

dil par ġham ke zakhm baṛe gahre hote haiṅ
kaise ho śhikvā hoṅṭhoṅ pe pahre hote haiṅ
mandir jaise dil ṭūṭe haiṅ dhartī ne dekhā
hai dekhā kiyā āsmāṅ
iśhq letā hai …