इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार
इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार
मेरी सुबहों को तेरी शामों का
मेरी शामों को तेरे वादों का
मेरी रातों को तेरे ख़्वाबों का
मेरी नींदों को तेरी बाहों का
मेरे जज़बों को तेरी चाहों का
बहकी-बहकी सी कुछ खताओं का
खूबसूरत से कुछ गुनाहों का
इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार
अपने दिलबर का अपने हमदम का
अपने जानम का इंतज़ार
सुर्ख फूलों से महकारस्ता है
दिल तो मेरा मगर ज़र्द पत्ता है
पास आँखों के सब समंदर है
दिल का मौसम तो फिर भी बंजर है
महकी-महकी सी कुछ हवाओं का
भीगी-भीगी सी कुछ घटाओं का
इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार
अपने बादल का अपनी बारिश का
अपने सावन का इंतज़ार
अपनी धड़कन का अपनी साँसों का
अपने जीने का इंतज़ार
कोई बदली कभी इस तरह आयेगी
प्यास सदियों की पल में बुझ जायेगी
तुझको लौटा के मेरी आगोश में
देखना वक़्त की नब्ज़ थम जायेगी
ऐसा होने के कुछ दुआओं का
उम्र भर जो मिलें उन पनाहों का
इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार
तेरे आने का तुझको पाने का
फिर ना जाने का इंतज़ार
इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार
iṅtazār iṅtazār iṅtazār iṅtazār
iṅtazār iṅtazār iṅtazār iṅtazār
merī subhoṅ ko terī śhāmoṅ kā
merī śhāmoṅ ko tere vādoṅ kā
merī rātoṅ ko tere khvāboṅ kā
merī nīṅdoṅ ko terī bāhoṅ kā
mere jazboṅ ko terī chāhoṅ kā
bahkī-bahkī sī kuchh khatāoṅ kā
khūbsūrat se kuchh gunāhoṅ kā
iṅtazār iṅtazār iṅtazār iṅtazār
apne dilbar kā apne hamdam kā
apne jānam kā iṅtazār
surkh phūloṅ se mahkārastā hai
dil to merā magar zard pattā hai
pās āṇkhoṅ ke sab samaṅdar hai
dil kā mausam to phir bhī baṅjar hai
mahkī-mahkī sī kuchh havāoṅ kā
bhīgī-bhīgī sī kuchh ghaṭāoṅ kā
iṅtazār iṅtazār iṅtazār iṅtazār
apne bādal kā apnī bāriśh kā
apne sāvan kā iṅtazār
apnī dhaṛkan kā apnī sāṇsoṅ kā
apne jīne kā iṅtazār
koī badlī kabhī is tarah āyegī
pyās sadiyoṅ kī pal meṅ bujh jāyegī
tujhko lauṭā ke merī āgośh meṅ
dekhnā vaqt kī nabz tham jāyegī
aisā hone ke kuchh duāoṅ kā
umr bhar jo mileṅ un panāhoṅ kā
iṅtazār iṅtazār iṅtazār iṅtazār
tere āne kā tujhko pāne kā
phir nā jāne kā iṅtazār
iṅtazār iṅtazār iṅtazār iṅtazār