इन्सान क्यों रोता है इन्सान्
इन्सान क्यों रोता है इन्सान
हर ग़म की दवा पेश है कर ऐश का सामान
सुन बाँस की इस बाँसुरी के गीत सुहाने
सीने में हुए छेद तो गाती है तराने
मस्ती की यही शान
इन्सान क्यों रोता है …
हो लब पे हँसी से पे जो आफ़त तेरे मंडलाए
भर जाम ख़ुशी का जो मुसीबत की घटा छाए
दुख बहम है नादान
इन्सान क्यों रोता है …
insān kyoṅ rotā hai insān
har ġham kī davā peśh hai kar aiśh kā sāmān
sun bāṇs kī is bāṇsurī ke gīt suhāne
sīne meṅ hue chhed to gātī hai tarāne
mastī kī yahī śhān
insān kyoṅ rotā hai …
ho lab pe hṇsī se pe jo āfat tere maṅḍlāe
bhar jām khuśhī kā jo musībat kī ghaṭā chhāe
dukh baham hai nādān
insān kyoṅ rotā hai …