Inheen mulaaqaaton men koee mulaaqaat

इन्हीं मुलाक़ातों में कोई मुलाक़ात्
Year
Language

इन्हीं मुलाक़ातों में कोई मुलाक़ात
होगी ऐसी प्यारी मुलाक़ात
मिल के कभी फिर छुटेगा न साथ
इन्हीं मुलाक़ातों में …

यूँ ही मिलते जुलते दोनों के दिल मिल जायेंगे इक दिन
प्यार के तराने दोनों मिल के दोहरायेंगे इक दिन
यूँ ही मिलते जुलते दोनों के दिल मिल जायेंगे इक दिन
होंगे ऐसे मीठे नग़मात
जिनको सुन के छूटेगा न साथ
इन्हीं मुलाक़ातों में …

मीठा हो कि तीखा भूलता नहीं दिन पहले मिलन का
वही ... कारण है हर दिन के मिलन का
मीठा हो कि तीखा भूलता नहीं दिन पहले मिलन का
मीठी तीखी कही सुनी बाती
बढ़कर बोले छूटेगा न साथ
इन्हीं मुलाक़ातों में …

वो देखो पंछी साँझ ढले अपने बसेरों को लौट चले
वो देखो पंछी साँझ ढले अपने बसेरों को लौट चले
मेरी आँखें भी सपने बुने इक ऐसी ही घर के
जहाँ राह मेरी देखेगा कोई नित सज के सँवर के
मेरी आँखें भी सपने बुने इक ऐसी ही घर के
समझे कोई मेरे जज़बात
कह दे कह दे छूटेगा न साथ
इन्हीं मुलाक़ातों में …

inhīṅ mulāqātoṅ meṅ koī mulāqāt
hogī aisī pyārī mulāqāt
mil ke kabhī phir chhuṭegā na sāth
inhīṅ mulāqātoṅ meṅ …

yūṇ hī milte julte donoṅ ke dil mil jāyeṅge ik din
pyār ke tarāne donoṅ mil ke dohrāyeṅge ik din
yūṇ hī milte julte donoṅ ke dil mil jāyeṅge ik din
hoṅge aise mīṭhe naġhmāt
jinko sun ke chhūṭegā na sāth
inhīṅ mulāqātoṅ meṅ …

mīṭhā ho ki tīkhā bhūltā nahīṅ din pahle milan kā
vahī ... kāraṇ hai har din ke milan kā
mīṭhā ho ki tīkhā bhūltā nahīṅ din pahle milan kā
mīṭhī tīkhī kahī sunī bātī
baṛhkar bole chhūṭegā na sāth
inhīṅ mulāqātoṅ meṅ …

vo dekho paṅchhī sāṇjh ḍhale apne baseroṅ ko lauṭ chale
vo dekho paṅchhī sāṇjh ḍhale apne baseroṅ ko lauṭ chale
merī āṇkheṅ bhī sapne bune ik aisī hī ghar ke
jahāṇ rāh merī dekhegā koī nit saj ke sṇvar ke
merī āṇkheṅ bhī sapne bune ik aisī hī ghar ke
samjhe koī mere jazbāt
kah de kah de chhūṭegā na sāth
inhīṅ mulāqātoṅ meṅ …