Ik haseen shaam ko dil meraa kho gayaa

इक हसीन शाम को दिल मेरा खो गया
Year
Language

इक हसीन शाम को दिल मेरा खो गया
पहले अपना हुआ करता था
अब किसीका हो गया

मुद्दतों से आरज़ू थी
मेरे दिल मे कोई आये
सूनी सूनी ज़िन्दगी में
एक शम्मा झिलमिलाये
वो जो आये तो रोशन ज़माना हो गया
इक हसीन …

मेरे दिल के कारवां को
ले चला है आज कोई
शबनमी सी जिसकी आँखें
थोड़ी जागी थोड़ी सोयी
उनको देखा तो मौसम सुहाना हो गया
इक हसीन …

ik hasīn śhām ko dil merā kho gayā
pahle apnā huā kartā thā
ab kisīkā ho gayā

muddtoṅ se ārazū thī
mere dil me koī āye
sūnī sūnī zindgī meṅ
ek śhammā jhilmilāye
vo jo āye to rośhan zamānā ho gayā
ik hasīn …

mere dil ke kārvāṅ ko
le chalā hai āj koī
śhabanmī sī jiskī āṇkheṅ
thoṛī jāgī thoṛī soyī
unko dekhā to mausam suhānā ho gayā
ik hasīn …