इक बेवफ़ाअ को दिल का सहारा समझ लिया
इक बेवफ़ाअ को दिल का सहारा समझ लिया
पत्थर को हम ने आँख का तारा समझ लिया
इक बेवफ़ाअ को दिल का सहारा समझ लिया
दुश्मन को हम ने जान से प्यारा समझ लिया
अपना ही था क़ुसूर जो तूफ़ाँ में घिर गये
इक मौज थी कि जिस को किनारा समझ लिया
पत्थर को हम ने …
जादू भरी निगाह के धोखे में आ गये
भूले से अपने दिल को तुम्हारा समझ लिया
दुश्मन को हम ने …
ik bevafāa ko dil kā sahārā samajh liyā
patthar ko ham ne āṇkh kā tārā samajh liyā
ik bevafāa ko dil kā sahārā samajh liyā
duśhman ko ham ne jān se pyārā samajh liyā
apnā hī thā qusūr jo tūfāṇ meṅ ghir gaye
ik mauj thī ki jis ko kinārā samajh liyā
patthar ko ham ne …
jādū bharī nigāh ke dhokhe meṅ ā gaye
bhūle se apne dil ko tumhārā samajh liyā
duśhman ko ham ne …