इक बात सुनी है चाचाजी बतलाने वाली है
न न न न पप्पी की हड़ताल है चाचाजी
आज आप से मेरा एक सवाल है चाचाजी
अरे C model Mercedes से प्यारी मेरी सुम्मी
जो माँगोगी वही मिलेगा अगर मिलेगी चुम्मी
तो वादा करो कि नये नये कपड़े सिलवाऊँगा
- कपड़े सिल्वाऊँगा
वादा करो कि उन कपड़ों में इत्तर लगाऊँगा
- इत्तर भी लगाऊँगा
वादा करो की जीप नहीं घोड़े पर जाऊँगा
- घोड़े पर? क्यों क्या बात है?
आऽ
इक बात सुनी है चाचाजी बतलाने वाली है
घर में एक अनोखी चीज़ आने वाली है
हाँ रे भैया ने फिर कोई लड़की देखी है
तेरी चाची Bulldozer आने वाली है
दिन और रात की खिट पिट होगी horn बजायेगी
अच्छे ख़ासे घर को वो गैराज बनायेगी
अरे आप को ऐं वैं चाची से खतरा लगता है
शादी हो जाये तो फिर देखें कैसा लगता है
अरे आयेगी ही अब तो वो जो आने वाली है …
जाने अब क्या होगा वो क्या हाल बनायेगी
मूँह से खाता था वो नाकों चने चबवायेगी
गोभी आलू बने तो कहना आलू गोभी दे
हाल न खाना माल न खाना, खाना बाकी जो भी दे
अरे आयेगी ही अब तो वो जो आने वाली है …
na na na na pappī kī haṛtāl hai chāchājī
āj āp se merā ek savāl hai chāchājī
are C model Mercedes se pyārī merī summī
jo māṇgogī vahī milegā agar milegī chummī
to vādā karo ki naye naye kapaṛe silvāūṇgā
- kapaṛe silvāūṇgā
vādā karo ki un kapaṛoṅ meṅ ittar lagāūṇgā
- ittar bhī lagāūṇgā
vādā karo kī jīp nahīṅ ghoṛe par jāūṇgā
- ghoṛe par? kyoṅ kyā bāt hai?
ā'
ik bāt sunī hai chāchājī batlāne vālī hai
ghar meṅ ek anokhī chīz āne vālī hai
hāṇ re bhaiyā ne phir koī laṛkī dekhī hai
terī chāchī Bulldozer āne vālī hai
din aur rāt kī khiṭ piṭ hogī horn bajāyegī
achchhe khāse ghar ko vo gairāj banāyegī
are āp ko aiṅ vaiṅ chāchī se khatrā lagtā hai
śhādī ho jāye to phir dekheṅ kaisā lagtā hai
are āyegī hī ab to vo jo āne vālī hai …
jāne ab kyā hogā vo kyā hāl banāyegī
mūṇh se khātā thā vo nākoṅ chane chabvāyegī
gobhī ālū bane to kahnā ālū gobhī de
hāl na khānā māl na khānā, khānā bākī jo bhī de
are āyegī hī ab to vo jo āne vālī hai …