Ik baat kahoon mere piyaa sun le agar too

इक बात कहूँ मेरे पिया सुन ले अगर तू
Work
Year
Language

इक बात कहूँ मेरे पिया सुन ले अगर तू -2
ओ पिया सुन ले अगर तू
इक बात कहूँ …
जब दिल में नहीं पाप तो फिर सोच ना कर तू
इक बात कहूँ …

छोटे से मेरे मन में है क्‌या कह नहीं पाऊँ
मैं तो कह नहीं पाऊँ
कहते हुए शरमाऊँ भला कैसे बताऊँ
मैं कैसे बताऊँ
ओ सब कुछ है इन आँखों में ज़रा देख इधर तू
ओ पिया देख इधर तू
जब दिल में नहीं …

दो नैनों के पनघट पे ( लगे प्यार के मेले ) -2 -2
आँसू भी है मुस्कान भी ( जो चाहे सो ले-ले ) -2
हो साजन भरे बाज़ार से खाली ना गुज़र तू
पिया खाली ना गुज़र तू
जब दिल में नहीं …

ik bāt kahūṇ mere piyā sun le agar tū -2
o piyā sun le agar tū
ik bāt kahūṇ …
jab dil meṅ nahīṅ pāp to phir soch nā kar tū
ik bāt kahūṇ …

chhoṭe se mere man meṅ hai k‌yā kah nahīṅ pāūṇ
maiṅ to kah nahīṅ pāūṇ
kahte hue śharmāūṇ bhalā kaise batāūṇ
maiṅ kaise batāūṇ
o sab kuchh hai in āṇkhoṅ meṅ zarā dekh idhar tū
o piyā dekh idhar tū
jab dil meṅ nahīṅ …

do nainoṅ ke panghaṭ pe ( lage pyār ke mele ) -2 -2
āṇsū bhī hai muskān bhī ( jo chāhe so le-le ) -2
ho sājan bhare bāzār se khālī nā guzar tū
piyā khālī nā guzar tū
jab dil meṅ nahīṅ …