इधर इन्तज़ार उधर इन्तज़ार तू भी बेक़रार्
इधर इन्तज़ार उधर इन्तज़ार तू भी बेक़रार मैं भी बेक़रार
जग की मर्यादा देखो बनी है दीवार
इधर इन्तज़ार …
ठंडी ठंडी आहें और जलती जवानी
आग से देखो जैसे लिपटा है पानी
ये तनहाई ये अंगड़ाई
इक है जवानी और ग़म बेशुमार
इधर इन्तज़ार …
पास पास रहके भी इतनी है दूरी
कोई नहीं समझेगा तेरी मजबूरी
ज़िन्दगी है तेरी रात अंधेरी
रूठ न जाए कहीं रूप की बहार
इधर इन्तज़ार …
idhar intazār udhar intazār tū bhī beqrār maiṅ bhī beqrār
jag kī maryādā dekho banī hai dīvār
idhar intazār …
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī āheṅ aur jaltī javānī
āg se dekho jaise lipṭā hai pānī
ye tanhāī ye aṅgaṛāī
ik hai javānī aur ġham beśhumār
idhar intazār …
pās pās rahke bhī itnī hai dūrī
koī nahīṅ samjhegā terī majbūrī
zindgī hai terī rāt aṅdherī
rūṭh na jāe kahīṅ rūp kī bahār
idhar intazār …