हुवे मजबूर हम ... किसी के दिल में रहना था
श: हुवे मजबूर हम और दिल मोहब्बत करके पछताया
ख़ुशी को लूटकर मेरी बताओ तुमने क्या पाया
किसी के दिल में रहना था -2
तो मेरे दिल में क्यों आए
बसाई थी कोई महफ़िल -2
तो इस महफ़िल में क्यों आए
किसी के दिल में …
ल: मेरा दिल ले के मेरे प्यार को ठुकरा दिया तुमने
सहारा देके आँखें फेर लीं ये क्या किया तुमने
किसी के दिल में …
श: ख़बर क्या थी के अरमानों पे तुम बिजली गिरा दोगे
मेरी हँसती हुई आँखों को रोना भी तुम सिखा दोगे
किसी के दिल में …
ल: तुम्हारे गीत मैं गाती थी हरदम हो के दीवानी
मेरे दिल की मगर आवाज़ तुमने ना पहचानी
किसी के दिल में …
श: बसाई थी कोई …
śha: huve majbūr ham aur dil mohabbat karke pachhtāyā
khuśhī ko lūṭkar merī batāo tumne kyā pāyā
kisī ke dil meṅ rahnā thā -2
to mere dil meṅ kyoṅ āe
basāī thī koī mahafil -2
to is mahafil meṅ kyoṅ āe
kisī ke dil meṅ …
la: merā dil le ke mere pyār ko ṭhukrā diyā tumne
sahārā deke āṇkheṅ pher līṅ ye kyā kiyā tumne
kisī ke dil meṅ …
śha: khabar kyā thī ke armānoṅ pe tum bijlī girā doge
merī hṇstī huī āṇkhoṅ ko ronā bhī tum sikhā doge
kisī ke dil meṅ …
la: tumhāre gīt maiṅ gātī thī hardam ho ke dīvānī
mere dil kī magar āvāz tumne nā pahchānī
kisī ke dil meṅ …
śha: basāī thī koī …