होय आसमान से तोड़ के तारे ज़ुल्फ़ में तेरी
कि: होय ( आसमान से तोड़ के तारे ज़ुल्फ़ में तेरी सजाऊँगा
इस जहाँ का सबसे बड़ा मैं जादूगर कहलाऊँगा ) -2
चीं पटाक डम डम ड ड डम जैं काली क क जम
सब होई जाती दंग पति कबहू के पग नहीं सकत बखान
छू छू छू अल्लादीन का हूँ चेला
इस जहाँ में मैं अकेला
जिसने मेरी बात न मानी अपनी जान पे खेला
खेला खेला खिला दूँ केला आह
अरे बोल ओ मेरी मैना
तेरे दिल में क्या है कहना
बोल ओ बोल
सु: पानी में तू आग लगा दे
कि: ये ले
सु: इसके सर के बाल उड़ा दे
कि: ये ले
आ: इस लड़की को लड़का बना दे
कि: ये ले अभी ले -2
चीं पटाक डम डम गिलि गिलि गिलि गिलि गिलि डू
हाथ लगाओगे कानों को ऐसा खेल दिखाऊँगा
इस जहाँ का सबसे …
मैं बहरूपिया हूँ ऐसा पहचान लो तो मानूँ
मैं कब क्या करूँगा तुम ये जान लो तो मानूँ
तेरा चेहरा है बगुले का मुझे शौक़ बड़ा तबले का
बुम बुम ऊ हूं हूं
हो तेरी छुट्टी हो गई है
हो तेरी बिटिया खो गई है
सु: जादूगर बिछड़ों को मिला दे
इसको उसका पता बता दे
कि: o no no no no no
मैं बिछड़ जाऊँगा उससे इससे अगर ( मिलाऊँगा ) -3
सटाक सटाक सीताराम सटक सटक सटक सटक
चल हट नटखट पनघट झटपट -2
वृन्दावन की हाय-हाय वृन्दावन की कुंज गलियन में
काहे तू यूँ भटक ना भटक
सटकम सटकम भटकम भटकम -2
ki: hoy ( āsmān se toṛ ke tāre zulf meṅ terī sajāūṇgā
is jahāṇ kā sabse baṛā maiṅ jādūgar kahlāūṇgā ) -2
chīṅ paṭāk ḍam ḍam ḍa ḍa ḍam jaiṅ kālī ka ka jam
sab hoī jātī daṅg pati kabhū ke pag nahīṅ sakat bakhān
chhū chhū chhū allādīn kā hūṇ chelā
is jahāṇ meṅ maiṅ akelā
jisne merī bāt na mānī apnī jān pe khelā
khelā khelā khilā dūṇ kelā āh
are bol o merī mainā
tere dil meṅ kyā hai kahnā
bol o bol
su: pānī meṅ tū āg lagā de
ki: ye le
su: iske sar ke bāl uṛā de
ki: ye le
ā: is laṛkī ko laṛkā banā de
ki: ye le abhī le -2
chīṅ paṭāk ḍam ḍam gili gili gili gili gili ḍū
hāth lagāoge kānoṅ ko aisā khel dikhāūṇgā
is jahāṇ kā sabse …
maiṅ bahrūpiyā hūṇ aisā pahchān lo to mānūṇ
maiṅ kab kyā karūṇgā tum ye jān lo to mānūṇ
terā chehrā hai bagule kā mujhe śhauq baṛā table kā
bum bum ū hūṅ hūṅ
ho terī chhuṭṭī ho gaī hai
ho terī biṭiyā kho gaī hai
su: jādūgar bichhaṛoṅ ko milā de
isko uskā patā batā de
ki: o no no no no no
maiṅ bichhaṛ jāūṇgā usse isse agar ( milāūṇgā ) -3
saṭāk saṭāk sītārām saṭak saṭak saṭak saṭak
chal haṭ naṭkhaṭ panghaṭ jhaṭapaṭ -2
vṛndāvan kī hāy-hāy vṛndāvan kī kuṅj galiyan meṅ
kāhe tū yūṇ bhaṭak nā bhaṭak
saṭkam saṭkam bhaṭkam bhaṭkam -2