Hotaa rahaa yoonhee agar anjaam vafaa kaa

होता रहा यूँही अगर अंजाम वफ़ा का
Work
Year
Language

होता रहा यूँही अगर अंजाम वफ़ा का
लेगा न ज़माने में कोई नाम वफ़ा का

सिन्दूर की लाली है किसी के सुहाग में
जीते जी जल रहा है कोई ग़म की आग में
इस के सिवा होगा भी क्‌या अंजाम वफ़ा का
लेगा न …

जाकर नहीं आना जिसे क्‌यों देखे वो मुड़के
मिलते नहीं हमराही दोराहे पे बिछड़के
मलूम है होता है जो अंजाम वफ़ा का
लेगा न …

क़समें नहीं निभती धरे रह जाते हैं वादे
ये रेत की दीवर है जो चाहे गिरा दे
सौ काम जफ़ाओं के हैं इक काम वफ़ा का
लेगा न …

hotā rahā yūṇhī agar aṅjām vafā kā
legā na zamāne meṅ koī nām vafā kā

sindūr kī lālī hai kisī ke suhāg meṅ
jīte jī jal rahā hai koī ġham kī āg meṅ
is ke sivā hogā bhī k‌yā aṅjām vafā kā
legā na …

jākar nahīṅ ānā jise k‌yoṅ dekhe vo muṛke
milte nahīṅ hamrāhī dorāhe pe bichhaṛke
malūm hai hotā hai jo aṅjām vafā kā
legā na …

qasmeṅ nahīṅ nibhtī dhare rah jāte haiṅ vāde
ye ret kī dīvar hai jo chāhe girā de
sau kām jafāoṅ ke haiṅ ik kām vafā kā
legā na …