Hoon main raat guzaaree haay ... taare gin gin ke

हूँ मैं रात गुज़ारी हाय ... तारे गिन गिन के
Work
Year
Language

( हूँ मैं रात गुज़ारी
हाय मैं रात गुज़ारी
तारे गिन गिन के
हो सैयाँ तेरी बन के
बेदर्दी बालमा ) -2
हूँ मैं रात गुज़ारी

कर के जादू मुझपे ऐसा -2
तूने दिया मुझे दर्द ये कैसा -2
दर्द ये कैसा जी दर्द ये कैसा मुझे दर्द ये कैसा

हूँ मैं रात गुज़ारी
हाय मैं रात गुज़ारी
तारे गिन गिन के
हो सैयाँ तेरी बन के
बेदर्दी बालमा
हूँ मैं रात गुज़ारी

आ हा हा हा -2
ऊँ हूँ हूँ हूँ
( पूछे कलियाँ भर के आहेँ
किस से लड़ीं तेरी शोख़ निगाहें ) -2
शोख़ निगाहें जी शोख़ निगाहें तेरी शोख़ निगाहें

हूँ मैं रात गुज़ारी
हाय मैं रात गुज़ारी
तारे गिन गिन के
हो सैयाँ तेरी बन के
बेदर्दी बालमा
हूँ मैं रात गुज़ारी

ऊँ हूँ हूँ हूँ
आ हा हा हा
ऊँ हूँ हूँ हूँ

( गिर गिर जाये आँचल सर से
हाय जिया तेरे प्यार को तरसे ) -2
प्यार को तरसे जी प्यार को तरसे जी प्यार को तरसे

हूँ मैं रात गुज़ारी
हाय मैं रात गुज़ारी
तारे गिन गिन के
हो सैयाँ तेरी बन के
बेदर्दी बालमा
हूँ मैं रात गुज़ारी

( hūṇ maiṅ rāt guzārī
hāy maiṅ rāt guzārī
tāre gin gin ke
ho saiyāṇ terī ban ke
bedardī bālmā ) -2
hūṇ maiṅ rāt guzārī

kar ke jādū mujhpe aisā -2
tūne diyā mujhe dard ye kaisā -2
dard ye kaisā jī dard ye kaisā mujhe dard ye kaisā

hūṇ maiṅ rāt guzārī
hāy maiṅ rāt guzārī
tāre gin gin ke
ho saiyāṇ terī ban ke
bedardī bālmā
hūṇ maiṅ rāt guzārī

ā hā hā hā -2
ūṇ hūṇ hūṇ hūṇ
( pūchhe kaliyāṇ bhar ke āheṇ
kis se laṛīṅ terī śhokh nigāheṅ ) -2
śhokh nigāheṅ jī śhokh nigāheṅ terī śhokh nigāheṅ

hūṇ maiṅ rāt guzārī
hāy maiṅ rāt guzārī
tāre gin gin ke
ho saiyāṇ terī ban ke
bedardī bālmā
hūṇ maiṅ rāt guzārī

ūṇ hūṇ hūṇ hūṇ
ā hā hā hā
ūṇ hūṇ hūṇ hūṇ

( gir gir jāye āṇchal sar se
hāy jiyā tere pyār ko tarse ) -2
pyār ko tarse jī pyār ko tarse jī pyār ko tarse

hūṇ maiṅ rāt guzārī
hāy maiṅ rāt guzārī
tāre gin gin ke
ho saiyāṇ terī ban ke
bedardī bālmā
hūṇ maiṅ rāt guzārī