हूँ अभी मैं जवाँ ऐ दिल
बेहोश हूँ बिन पिए कल का भी ग़म किसलिए
हूँ अभी मैं जवाँ …
ये नग़मा और ये फ़िज़ा एक सदा और एक अदा
जो है गनीमत है आज कल कौन जाने हो क्या
सो न हो ये समाँ ऐ दिल
हूँ अभी मैं जवाँ …
दुनिया का क्या एतबार खोना न अपना क़रार
चुन ले मुरादों के फूल बीते न यूँ ही बहार
ताक में है ख़िज़ाँ ऐ दिल
हूँ अभी मैं जवाँ …
देखो है ये ज़िन्दगी यूँ नहीं बेखुदी
मुझको बहक जाने दे बातें न कर होश की
होश कैसा यहाँ ऐ दिल
हूँ अभी मैं जवाँ …
hūṇ abhī maiṅ javāṇ ai dil
behośh hūṇ bin pie kal kā bhī ġham kislie
hūṇ abhī maiṅ javāṇ …
ye naġhmā aur ye fizā ek sadā aur ek adā
jo hai ganīmat hai āj kal kaun jāne ho kyā
so na ho ye samāṇ ai dil
hūṇ abhī maiṅ javāṇ …
duniyā kā kyā etbār khonā na apnā qarār
chun le murādoṅ ke phūl bīte na yūṇ hī bahār
tāk meṅ hai khizāṇ ai dil
hūṇ abhī maiṅ javāṇ …
dekho hai ye zindgī yūṇ nahīṅ bekhudī
mujhko bahak jāne de bāteṅ na kar hośh kī
hośh kaisā yahāṇ ai dil
hūṇ abhī maiṅ javāṇ …