होंठों पे किसी का नाम ... इसका क्या मतलब है
कुछ समझ में नहीं आता
होंठों पे किसी का नाम
किसी को अंखियाँ करें सलाम
के इसका क्या मतलब है -2
जवानी छेड़ रही है गीत -2
किसी से हुई आपको प्रीत -2
के इसका ये मतलब है -3
शरम से चेहरा हुआ गुलाबी
मेरी आँखें हुईं शराबी
के इसका क्या मतलब है -2
किसी ने छेड़ा दिल का तार -2
छनाछन बजने लगी सितार -2
के इसका ये मतलब है -3
नींद न आये सारी रात
चहे दिल मुलाक़ात -2
चहे दिल मुलाक़ात मुलाक़ात
के इसका क्या मतलब है -2
किसी को दिल ने किया मंज़ूर -2
रहाँ न जाये पिया से दूर -2
के इसका ये मतलब है -3
kuchh samajh meṅ nahīṅ ātā
hoṅṭhoṅ pe kisī kā nām
kisī ko aṅkhiyāṇ kareṅ salām
ke iskā kyā matalab hai -2
javānī chheṛ rahī hai gīt -2
kisī se huī āpko prīt -2
ke iskā ye matalab hai -3
śharam se chehrā huā gulābī
merī āṇkheṅ huīṅ śharābī
ke iskā kyā matalab hai -2
kisī ne chheṛā dil kā tār -2
chhanāchhan bajne lagī sitār -2
ke iskā ye matalab hai -3
nīṅd na āye sārī rāt
chahe dil mulāqāt -2
chahe dil mulāqāt mulāqāt
ke iskā kyā matalab hai -2
kisī ko dil ne kiyā maṅzūr -2
rahāṇ na jāye piyā se dūr -2
ke iskā ye matalab hai -3