होने लगी है रात जवाँ, जागते रहो
होने लगी है रात जवान, जागते रहो
शम्मों से उठ रहा है धुवाँ जागते रहो
झपकी पलक तो दिल का जहां लूट लेंगे लोग
होना है एक गुनाह यहाँ, जागते रहो
मूड मूड के आज देख रहा है कोई इधर
जब तक है ये हसीन समा, जागते रहो
अब कोई राज राज रहेगा ना सुबह तक
हर जख्म बन रहा है जबां, जागते रहो
hone lagī hai rāt javān, jāgte raho
śhammoṅ se uṭh rahā hai dhuvāṇ jāgte raho
jhapkī palak to dil kā jahāṅ lūṭ leṅge log
honā hai ek gunāh yahāṇ, jāgte raho
mūḍ mūḍ ke āj dekh rahā hai koī idhar
jab tak hai ye hasīn samā, jāgte raho
ab koī rāj rāj rahegā nā subah tak
har jakhm ban rahā hai jabāṅ, jāgte raho