Holee aayee re kanhaaee, holee aayee re

होली आयी रे कन्हाई, होली आयी रे
Year
Language

श: होली आयी रे कन्हाई, होली आयी रे
होली आयी रे कन्हाई
रंग छलके सुना दे ज़रा बांसरी

को (स्त्री): होली आयी रे कन्हाई
रंग छलके सुना दे ज़रा बांसरी

को (पु): होली आयी रे, आयी रे, होली आयी रे

श: बरसे गुलाल रंग मोरे आंगनवा
अपने ही रंग में रंग दे मोहे सजनवा

को (पु): हो देखो नाचे मोरा मनवा

को (स्त्री): बरसे गुलाल रंग मोरे आंगनवा, जी मोरे आंगनवा
अपने ही रंग में रंग दे मोहे सजनवा

श: तोरे कारन घरसे आई, तोरे कारन हो
तोरे कारन घरसे आई
हूँ निकलके सुना दे ज़रा बांसरी

को (स्त्री): होली आयी रे कन्हाई
रंग छलके सुना दे ज़रा बांसरी

को (पु): होली आयी रे, आयी रे, होली आयी रे

श: छुटे ना रंग ऐसी रंग दे चुनरिया
धोबन ये धोये चाहे सारी उमरिया

को (पु): हो मन को रंग देगा साँवरिया

को (स्त्री): छुटे ना रंग ऐसी रंग दे चुनरिया, जी
रंग दे चुनरिया
धोबन ये धोये चाहे सारी उमरिया

श: मोहे भाये ना हरजाई, मोहे भाये ना
मोहे भाये ना हरजाई
रंग हलके सुना दे ज़रा बांसरी

को (स्त्री): होली आयी रे कन्हाई
रंग छलके सुना दे ज़रा बांसरी

śha: holī āyī re kanhāī, holī āyī re
holī āyī re kanhāī
raṅg chhalke sunā de zarā bāṅsrī

ko (strī): holī āyī re kanhāī
raṅg chhalke sunā de zarā bāṅsrī

ko (pu): holī āyī re, āyī re, holī āyī re

śha: barse gulāl raṅg more āṅganvā
apne hī raṅg meṅ raṅg de mohe sajanvā

ko (pu): ho dekho nāche morā manvā

ko (strī): barse gulāl raṅg more āṅganvā, jī more āṅganvā
apne hī raṅg meṅ raṅg de mohe sajanvā

śha: tore kāran gharse āī, tore kāran ho
tore kāran gharse āī
hūṇ nikalke sunā de zarā bāṅsrī

ko (strī): holī āyī re kanhāī
raṅg chhalke sunā de zarā bāṅsrī

ko (pu): holī āyī re, āyī re, holī āyī re

śha: chhuṭe nā raṅg aisī raṅg de chunriyā
dhoban ye dhoye chāhe sārī umriyā

ko (pu): ho man ko raṅg degā sāṇvriyā

ko (strī): chhuṭe nā raṅg aisī raṅg de chunriyā, jī
raṅg de chunriyā
dhoban ye dhoye chāhe sārī umriyā

śha: mohe bhāye nā harjāī, mohe bhāye nā
mohe bhāye nā harjāī
raṅg halke sunā de zarā bāṅsrī

ko (strī): holī āyī re kanhāī
raṅg chhalke sunā de zarā bāṅsrī