होगा तुमसे कल भी सामना कल तो जानोगे
होगा तुमसे कल भी सामना कल तो जानोगे
दिलवाला नाचीज़ है कोई तब तो मानोगे
मौसम है प्यार का ये समाँ मेरे साथ है
मंज़िल है मेरी घड़ी दो घड़ी की ये बात है
ला ला ला ला
होगा तुमसे कल …
आते हो जाते हो मेरे ख़्यालों में तुम सदा
बनते हो क्यों अजनबी ये भी क्या है कोई अदा
ला ला ला ला
होगा तुमसे कल …
राहों में मिलती हो चाहे जिधर से जाऊँ मैं
बेहतर है घर पे बुलालो बता दो कब आऊँ मैं
ला ला ला ला
होगा तुमसे कल …
hogā tumse kal bhī sāmnā kal to jānoge
dilvālā nāchīz hai koī tab to mānoge
mausam hai pyār kā ye samāṇ mere sāth hai
maṅzil hai merī ghaṛī do ghaṛī kī ye bāt hai
lā lā lā lā
hogā tumse kal …
āte ho jāte ho mere khyāloṅ meṅ tum sadā
bante ho kyoṅ ajanbī ye bhī kyā hai koī adā
lā lā lā lā
hogā tumse kal …
rāhoṅ meṅ miltī ho chāhe jidhar se jāūṇ maiṅ
behtar hai ghar pe bulālo batā do kab āūṇ maiṅ
lā lā lā lā
hogā tumse kal …