Hogaa tum se pyaaraa kaun

होगा तुम से प्यारा कौन
Year
Language

होगा तुम से प्यारा कौन
हम को तो तुम से है, हे कंचन प्यार

ऊँचे घरवाली हो, या गलियों की रानी
कोई भी हो तुम रहती हो कहीं
तुम से बढकर यारा कौन, हम को तो तुम से.. ..

देखो इन आँखों में ये सूरत है किस की
एक नजर तो देखो कम से कम
आखिर है हमारा कौन, हम को तो तुम से.. ..

कहते हो के जाओ, लेकिन बतलाओ
जाए भी तो जाए हम कहाँ
ऐसा दिल का मारा कौन, हम को तो तुम से.. ..

hogā tum se pyārā kaun
ham ko to tum se hai, he kaṅchan pyār

ūṇche gharvālī ho, yā galiyoṅ kī rānī
koī bhī ho tum rahtī ho kahīṅ
tum se baḍhkar yārā kaun, ham ko to tum se.. ..

dekho in āṇkhoṅ meṅ ye sūrat hai kis kī
ek najar to dekho kam se kam
ākhir hai hamārā kaun, ham ko to tum se.. ..

kahte ho ke jāo, lekin batlāo
jāe bhī to jāe ham kahāṇ
aisā dil kā mārā kaun, ham ko to tum se.. ..