हो तुझपे सलाम, ऐ मेरे नाकाम-ए-मोहब्बत्
ज़ो: हो तुझपे सलाम
हो तुझपे सलाम, ऐ मेरे नाकाम-ए-मोहब्बत
नाकाम-ए-मोहब्बत
पहुँचा दे सबा
पहुँचा दे सबा, उसको ये पैग़ाम-ए-मोहब्बत
पैग़ाम-ए-मोहब्बत
आँखों
( आँखों में नज़र आता है अंजाम-ए-मोहब्बत
अंजाम-ए-मोहब्बत ) -2
जीती हूँ मैं ले-ले के फ़क़त नाम-ए-मोहब्बत -2
हाँ नाम-ए-मोहब्बत -2
हो तुझपे सलाम -2
दु: तुमसे तो शिकायत नहीं
तुमसे तो शिकायत नहीं, क़िस्मत का गिला है
ये मुझको सिला दिल के लगाने का मिला है -2
रोऊँ तो मेरे हाल
रोऊँ तो मेरे हाल पे हँसता है ज़माना -2
ऐ जान-ए-मोहब्बत
ऐ जान-ए-मोहब्बत मुझे भूल न जाना -2
हो तुझपे सलाम -2
ज़ो: मैं तेरी हूँ मैं
मैं तेरी हूँ मैं तेरी ज़माने को ख़बर है
ज़माने को ख़बर है
जो हाल उधर तेरा वोही हाल इधर है -2
हो तुझपे सलाम -2
दु: तुम क़ैद हुईं मिलने से मजबूर हुये हम -2
ज़ो: ये क़ैद क्या चीज़ ख़ुदाई को जला दूँ
फ़रियाद के नालों से क़यामत को जगा दूँ
आसाँ नहीं दुनिया से मुहब्बत का मिटाना
zo: ho tujhpe salām
ho tujhpe salām, ai mere nākām-e-mohabbat
nākām-e-mohabbat
pahuṇchā de sabā
pahuṇchā de sabā, usko ye paiġhām-e-mohabbat
paiġhām-e-mohabbat
āṇkhoṅ
( āṇkhoṅ meṅ nazar ātā hai aṅjām-e-mohabbat
aṅjām-e-mohabbat ) -2
jītī hūṇ maiṅ le-le ke faqat nām-e-mohabbat -2
hāṇ nām-e-mohabbat -2
ho tujhpe salām -2
du: tumse to śhikāyat nahīṅ
tumse to śhikāyat nahīṅ, qismat kā gilā hai
ye mujhko silā dil ke lagāne kā milā hai -2
roūṇ to mere hāl
roūṇ to mere hāl pe hṇstā hai zamānā -2
ai jān-e-mohabbat
ai jān-e-mohabbat mujhe bhūl na jānā -2
ho tujhpe salām -2
zo: maiṅ terī hūṇ maiṅ
maiṅ terī hūṇ maiṅ terī zamāne ko khabar hai
zamāne ko khabar hai
jo hāl udhar terā vohī hāl idhar hai -2
ho tujhpe salām -2
du: tum qaid huīṅ milne se majbūr huye ham -2
zo: ye qaid kyā chīz khudāī ko jalā dūṇ
fariyād ke nāloṅ se qayāmat ko jagā dūṇ
āsāṇ nahīṅ duniyā se muhabbat kā miṭānā