Ho mere dil kee dharkan men ye kaun samaan gayaa

हो मेरे दिल की धड़कन में ये कौन समाँ गया
Work
Year
Language

( हो मेरे दिल की धड़कन में ये कौन समाँ गया
पूछा दिल से तो दिल ने कहा है ये तेरा पिया तेरा पिया ) -2
हो मेरे दिल की

कोई प्यार की मीठी बोली से -2
सपनों में आँख-मिचोली से -3
तड़पा ही गया भरमा ही गया
हाय मेरा जिया -2
हो मेरे दिल की

क्‌या जादू था उस चितवन में
इक आग लगा दी तन-मन में -2
दिल डोल उठा मन बोल उठा
है ये मेरा पिया
हो मेरे दिल की धड़कन में ये कौन समाँ गया
पूछा दिल से तो दिल ने कहा है ये तेरा पिया तेरा पिया
हो मेरे दिल की

( ho mere dil kī dhaṛkan meṅ ye kaun samāṇ gayā
pūchhā dil se to dil ne kahā hai ye terā piyā terā piyā ) -2
ho mere dil kī

koī pyār kī mīṭhī bolī se -2
sapnoṅ meṅ āṇkh-micholī se -3
taṛpā hī gayā bharmā hī gayā
hāy merā jiyā -2
ho mere dil kī

k‌yā jādū thā us chitavan meṅ
ik āg lagā dī tan-man meṅ -2
dil ḍol uṭhā man bol uṭhā
hai ye merā piyā
ho mere dil kī dhaṛkan meṅ ye kaun samāṇ gayā
pūchhā dil se to dil ne kahā hai ye terā piyā terā piyā
ho mere dil kī