हो हो मैं जहाँ चला जाऊँ ... मैं बनफूल्
हो हो मैं जहाँ चला जाऊँ -2
बहार चली आए हो महक जाए राहों की धूल
मैं बनफूल बन का फूल -2
बैरी बड़ा ज़माना कदर मेरी ना जाना -2
किसी की भी आँखों ने मुझे नहीं पहचाना
दुनिया गई मुझको भूल
मैं बनफूल …
फिरूँ रे मैं बनजारा डगर-डगर आवारा -2
किसी दिलवाले का ढूँढूँ मैं सहारा
मुझे कोई कर ले क़ुबूल
मैं बनफूल …
ho ho maiṅ jahāṇ chalā jāūṇ -2
bahār chalī āe ho mahak jāe rāhoṅ kī dhūl
maiṅ banphūl ban kā phūl -2
bairī baṛā zamānā kadar merī nā jānā -2
kisī kī bhī āṇkhoṅ ne mujhe nahīṅ pahchānā
duniyā gaī mujhko bhūl
maiṅ banphūl …
phirūṇ re maiṅ banjārā ḍagar-ḍagar āvārā -2
kisī dilvāle kā ḍhūṇḍhūṇ maiṅ sahārā
mujhe koī kar le qubūl
maiṅ banphūl …