Ho ho ho chaandnee raat hai

हो हो हो चाँदनी रात है
Work
Year
Language

हो हो हो चाँदनी रात है -2
ऐसे में आ जावो हो मोरे बालम -2
क्‌या बात है
हो हो हो चाँदनी रात है -2

एक जुदाई तेरी दूजे जिया न माने -2
घड़ी-घड़ी आहें भर-भर के लगा सताने
तेरे बिना हो रे हो मोरे रसिया -2
दिल जात है
हो हो हो चाँदनी रात है -2

आ मोरे बालम क़सम मोरी रे -2
तू मेरा हो रसिया मैं तेरी रे तेरी रे
कोई इशारों में तोहे ये बालम -2
समझात है
हो हो हो चाँदनी रात है -2
ऐसे में आ जावो हो मोरे बालम -2
क्‌या बात है
हो हो हो चाँदनी रात है -2

ho ho ho chāṇdnī rāt hai -2
aise meṅ ā jāvo ho more bālam -2
k‌yā bāt hai
ho ho ho chāṇdnī rāt hai -2

ek judāī terī dūje jiyā na māne -2
ghaṛī-ghaṛī āheṅ bhar-bhar ke lagā satāne
tere binā ho re ho more rasiyā -2
dil jāt hai
ho ho ho chāṇdnī rāt hai -2

ā more bālam qasam morī re -2
tū merā ho rasiyā maiṅ terī re terī re
koī iśhāroṅ meṅ tohe ye bālam -2
samjhāt hai
ho ho ho chāṇdnī rāt hai -2
aise meṅ ā jāvo ho more bālam -2
k‌yā bāt hai
ho ho ho chāṇdnī rāt hai -2