Ho chaand chamkaa andhere men aaj hai

हो चाँद चमका अन्धेरे में आज है
Work
Year
Language

ह ह ह ह ह
हो चाँद चमका -2
( हो चाँद चमका
हो चाँद चमका अन्धेरे में आज है
हो मेरे राजा का जंगल में राज है ) -2

ओ तेरा भाग तुझपे दीवाना रहे -2
के घर-घर में तेरा तराना रहे -2
ओ हो झुका सिर आज सारा ज़माना रहे -2

ओ मेरे मुन्ने राजा
ओ मेरे भोले राजा
ओ मेरे मुन्ने राजा
इस प्यारे वतन की तू लाज है
हो मेरे राजा का जंगल में राज है
हो चाँद चमका
हो चाँद चमका अन्धेरे में आज है
हो मेरे राजा का जंगल में राज है

हो शमा तेरी सूरज से बढ़कर रहे -2
के सारी दुनिया का तू अकबर रहे
हो
के सारी दुनिया का तू अकबर रहे
ओ हो
हिन्दू-मुस्लिम का पल्ला बराबर रहे -2

ओ मेरे मुन्ने राजा
ओ मेरे भोले राजा
ओ मेरे मुन्ने राजा
इस प्यारे वतन का तू ताज है
हो मेरे राजा का जंगल में राज है
हो चाँद चमका
हो चाँद चमका अन्धेरे में आज है
हो मेरे राजा का जंगल में राज है
हो चाँद चमका

ha ha ha ha ha
ho chāṇd chamkā -2
( ho chāṇd chamkā
ho chāṇd chamkā andhere meṅ āj hai
ho mere rājā kā jaṅgal meṅ rāj hai ) -2

o terā bhāg tujhpe dīvānā rahe -2
ke ghar-ghar meṅ terā tarānā rahe -2
o ho jhukā sir āj sārā zamānā rahe -2

o mere munne rājā
o mere bhole rājā
o mere munne rājā
is pyāre vatan kī tū lāj hai
ho mere rājā kā jaṅgal meṅ rāj hai
ho chāṇd chamkā
ho chāṇd chamkā andhere meṅ āj hai
ho mere rājā kā jaṅgal meṅ rāj hai

ho śhamā terī sūraj se baṛhkar rahe -2
ke sārī duniyā kā tū akabar rahe
ho
ke sārī duniyā kā tū akabar rahe
o ho
hindū-muslim kā pallā barābar rahe -2

o mere munne rājā
o mere bhole rājā
o mere munne rājā
is pyāre vatan kā tū tāj hai
ho mere rājā kā jaṅgal meṅ rāj hai
ho chāṇd chamkā
ho chāṇd chamkā andhere meṅ āj hai
ho mere rājā kā jaṅgal meṅ rāj hai
ho chāṇd chamkā