( हिल-मिल पूजिये नाग-देवता
सुख-सम्पति घर आये ) -2
ए री ए री मोरी अम्मा -2
दुख-सन्कट मिट जाये
सुख-सम्पति घर आये
धरती का भार सहे
भक्तों के काज करे
नैनों में मौज भरे
और सूनी गोद भरे
नाग देव को प्रेम से जो कोई दूध पिलाय
पूरन हो मन-कामना गोद हरी हो जाय
( जै जै फणिधर
जै जै मणिधर
जै विषधारी अवतारी ) -2
जै नाग्देव संघारी -3
( hil-mil pūjiye nāg-devtā
sukh-sampti ghar āye ) -2
e rī e rī morī ammā -2
dukh-sankaṭ miṭ jāye
sukh-sampti ghar āye
dhartī kā bhār sahe
bhaktoṅ ke kāj kare
nainoṅ meṅ mauj bhare
aur sūnī god bhare
nāg dev ko prem se jo koī dūdh pilāy
pūran ho man-kāmnā god harī ho jāy
( jai jai phaṇidhar
jai jai maṇidhar
jai viṣhdhārī avtārī ) -2
jai nāgdev saṅghārī -3