Hello, hello tanhaa dil ghabraataa hai

हेल्लो, हेल्लो तन्हा दिल घबराता है
Work
Year
Language

hello, hello
तन्हा दिल घबराता है मीठा दर्द जगाता है
आ जाओ जल्दी से दम घुटता सा जाता है
इसलिए मैने telephone किया है

hello, hello अभी तो घर में daddy हैं
अभी नहीं मैं आ सकती दिल को ज़रा सम्भालो न
अभी तो मिलके आई हूँ
फिर किसलिए तुमने telephone किया है

बताओ न देखा दीवाना बना के
आ जाओ कोई बहाना बना के
थोड़ी करेंगे प्यार की बातें
चली जाना मेरा दिल बहला के
पल पल मुझे जलाता है तेरी याद दिलाता है
आ जाओ तुम जल्दी से दम घुटता जाता है
इसलिए मैने telephone किया है

क्‌या करूँ कुछ नहीं समझ में आता है
मेरे बिना तुम्हें क्‌या हो जाता है
college भी बन्द है आज है sunday
मिल पाऊँगी मैं तुमसे sunday कैसे बताऊँ मैं
मुझसे भी रहा नहीं जाता दिल को ज़रा सम्भालो न
अभी तो मिलके आई …

hello, hello
tanhā dil ghabrātā hai mīṭhā dard jagātā hai
ā jāo jaldī se dam ghuṭtā sā jātā hai
islie maine telephone kiyā hai

hello, hello abhī to ghar meṅ daddy haiṅ
abhī nahīṅ maiṅ ā saktī dil ko zarā sambhālo na
abhī to milke āī hūṇ
phir kislie tumne telephone kiyā hai

batāo na dekhā dīvānā banā ke
ā jāo koī bahānā banā ke
thoṛī kareṅge pyār kī bāteṅ
chalī jānā merā dil bahlā ke
pal pal mujhe jalātā hai terī yād dilātā hai
ā jāo tum jaldī se dam ghuṭtā jātā hai
islie maine telephone kiyā hai

k‌yā karūṇ kuchh nahīṅ samajh meṅ ātā hai
mere binā tumheṅ k‌yā ho jātā hai
college bhī band hai āj hai sunday
mil pāūṇgī maiṅ tumse sunday kaise batāūṇ maiṅ
mujhse bhī rahā nahīṅ jātā dil ko zarā sambhālo na
abhī to milke āī …