He, neele gagan ke tale, dhartee kaa pyaar pale

हे, नीले गगन के तले, धरती का प्यार पले
Work
Year
Language

हे…, नीले गगन के तले, धरती का प्यार पले
ऐसे ही जग में, आती हैं सुबहें
ऐसे ही शाम ढले …

शबनम के मोती, फूलों पे बिखरे
दोनों की आस फले …

बलखाती बेलें, मस्ती में खेलें
पेड़ों से मिलके गले …

नदिया का पानी, दरिया से मिलके
सागर किस ओर चले …

he…, nīle gagan ke tale, dhartī kā pyār pale
aise hī jag meṅ, ātī haiṅ subheṅ
aise hī śhām ḍhale …

śhabnam ke motī, phūloṅ pe bikhre
donoṅ kī ās phale …

balkhātī beleṅ, mastī meṅ kheleṅ
peṛoṅ se milke gale …

nadiyā kā pānī, dariyā se milke
sāgar kis or chale …