हे नदिया किनारे हे राई, आई कंगना
हे नदिया किनारे हे राई, आई कंगना
ऐसे उलझ गए, अनाड़ी सजना
नदिया किनारे …
काहे पनघट ऊपर, गई थी चलके अकेली
मारे हँस हँस ताना, सारी सखियाँ सहेली
गोरी और जाओ न मानो कहना
नदिया किनारे …
अब खड़ी खड़ी सोचूँ
देखी है सास ननंदीया सब का करी है बहाना
अब तो सूनी कलाई लै के चोरी चोरी जाना
भारी पड़ा रे पिया से मिलना
नदिया किनारे …
he nadiyā kināre he rāī, āī kaṅgnā
aise ulajh gae, anāṛī sajnā
nadiyā kināre …
kāhe panghaṭ ūpar, gaī thī chalke akelī
māre hṇs hṇs tānā, sārī sakhiyāṇ sahelī
gorī aur jāo na māno kahnā
nadiyā kināre …
ab khaṛī khaṛī sochūṇ
dekhī hai sās nanaṅdīyā sab kā karī hai bahānā
ab to sūnī kalāī lai ke chorī chorī jānā
bhārī paṛā re piyā se milnā
nadiyā kināre …